Get it on Google Play
Download on the App Store

Kuch baatein thi..kuch mulaqatein thi..

Kuch baatein thi..,kuch mulaqatein thi..,
Un mulaqaato ki ek kahani thi..,

Do ajnabiyo ki ,anjanabi se dost...,
aur dost se ajnabi banne ki kahani thi..,

Ek Aanjaan se shahar mein...un dono ajnabiyo  ke mulaqato ki...,Aur phir milkar bichadne ki kahani thi....

Kuch baatein thi..,kuch mulaqaatein thi.
Un mulaqaato ki ek kahani thi...

Kuch baatein ankahi si...

Nidhi Gawande
Chapters
Kuch baatein hai ankahi si... Kuch baatein thi..kuch mulaqatein thi..